Hum Zinda Qaum Hain - National Song
A national song of Pakistan, Hum Zinda Qaum Hain sung by various Pakistani singers including Tehseen Jawed, Amjad Hussain, Benjamin Sisters and Fatima Jaffery. Here is the music video and the song lyrics.Hum Zinda Qaum Hain Music Video
Hum Zinda Qaum Hain Song Lyrics
Hum zinda qaum hain, painda qaum hain
Hum sab ki hain pehchan, hum sab ka Pakistan, Pakistan, Pakistan
Hum sab ka Pakistan
Har dil k ufaq per hai, chand eik sitara eik
Hai kalima bhi wahid, parcham bhi hamara eik
Hum yak dil hum yak jaan
Hum zinda qaum hain, painda qaum hain
Hum sab ki hai pehchan, hum sab ka Pakistan, Pakistan, Pakistan
Hum sab ka Pakistan
Ikhlas yaqeen tanzeem, hai millat ka manshoor
Har chara o manzil pe, millat k dil ka noor
Allah, Nabi, Qur'an
Hum zinda qaum hain, painda qaum hain
Hum sab ki hai pehchan, hum sab ka Pakistan, Pakistan, Pakistan
Hum sab ka Pakistan
Rehmat ki tarah sir pe, behnon ki radain hain
Himmat k liye humrah, maon ki duain hain
Hum par Rab ka ehsan
Hum zinda qaum hain, painda qaum hain
Hum sab ki hai pehchan, hum sab ka Pakistan, Pakistan, Pakistan
Hum sab ka Pakistan
Islam k lashkar main, hain Qasim say farzand,
Is mulq o millat main, bache bhi kari qamand,
Borhe bhi chari kaman
Hum zinda qaum hain, painda qaum hain
Hum sab ki hai pehchan, hum sab ka Pakistan, Pakistan, Pakistan
Hum sab ka Pakistan
In millon machinon k, sab pahye ghoomain ge
Mazdoor bhi hon ge shaad, dehkaan bhi jhoomain ge
Sona dain ge khalyan
Hum sab ki hai pehchan, hum sab ka Pakistan, Pakistan, Pakistan
Hum sab ka Pakistan