
Anushka gets into top groove in her loud tempo and its Pritam's variedly delivered composition that entertains to hilt. The electronically punched Bagpiper sounds are too loud at times but finally its ''masti-bhari'' voguish connotations that will be delivering scorching hot-red visual spectacles on big screen. If choreographed aesthetically and promoted aggressively, it's likely to be one showstopper on floors in coming weekends.
Golmaal Returns Music Video of Song Tu Saala
After making pulsating chemistry with Vishal-Shekhar with ''Golmaal…Golmaal'', Anushka scores pure gold with Pritam and do play it loud to feel the different sounding peppy sounds, rhythms coming all along in her flourishing rendition. ''Tu Saala (remix)'' makes fine usage of ''club'' remix essentials and thrives out in a moderate pace disco beat fillers arrangements to make it a ''pub-friendly'' dosage for party freaks.
Golmaal Returns Lyrics of Song Tu Saala
Mein tujhse pyaar kiya hai
Tu hai meri jaan
Meri har dhadkan kehti hai
Mein tujhpe qurbaan
Mein tujhse pyaar kiya hai
Tu hai meri jaan
Meri har dhadkan kehti hai
Mein tujhpe qurbaan
Tera zara sa bhi dhola jo imaan
Tu saala kaam se gaya
Hhaa
Huwa tera kaam tamaam
Tu saala kaam se gaya
Tera dil jo huwa beimaan
Tu saala, tu saala, tu saala kaam se gaya
Teri nazaron pe jane ja meri nazar hai
Teri sari harkaton ki mujhko khabar hai
Ha haann.. ha haaann
Aare mastiyon mein dooba hai,
Tujhe nahin phikar hai
Aaja aaja hosh mein aaja
Tu pagal naadaan
Tera zara sa bhi dhola jo imaan
Tu saala kaam se gaya
Haii
Huwa tera kaam tamaam
Tu saala kaam se gaya
Tera dil jo huwa beimaan
Tu saala kaam se gaya
(Baby you should have no doubt
I don’t like to freak you out
But his love thing no piece of cake
Make sure you make no mistake) — 2
Aisi waisi galion se kabhi na guzarna
Kisi bewafa ke chehare pe mat marna
No no no no no
Mujhse kabhi bhi bewafai mat karna
Sach kehati hun janu rehana sawadaan
Tera zara sa bhi dhola jo imaan
Tu saala kaam se gaya
Haii
Huwa tera kaam tamaam
Tu saala kaam se gaya
Tera dil jo huwa beimaan
Tu saala kaam se gaya
Mein tujhse pyaar kiya hai
Tu hai meri jaan
Meri har dhadkan kehti hai
Mein tujhpe qurbaan
Tera zara sa bhi zara sa bhi
Zara sa bhi dhola jo imaan
Tu saala kaam se gaya
Hhaa
Huwa tera kaam tamaam
Tu saala kaam se gaya
Jo na bachke raha meri jaan
Tu saala kaam se gaya