Zindagi ne Khushiyon

Sms Collection On Different Topics E.g. (Friendship, Love, New Year, Eid, Etc..)
Post Reply
User avatar
moonjee06
Extreme Contributor
Extreme Contributor
Posts: 3162
Joined: May 26, 2008

Zindagi ne Khushiyon

Post by moonjee06 » Oct 30, 2008 Views: 1086

Zindagi ne Khushiyon

zindagi ne Khushiyo ko pukara hai sada muskurao tum tumhara har ghum hamara hai phool khilte rahe jeevan mein tumhare
kanto k liye daman sirf hamara hai


Aysa nahe key tum

Aysa nahi k tum yaad aaty nahi,Baat sirf itni hy k hm btaty nahi,Rishta tmhara Anmol hy hamary liey.Samajhty ho tm islye hm jataty nahi.

Her Aansu Lete hain

Har aansu lete hain bus tera hi naam..
Har aansu dete hain sirf yahi paigaam...
Ke har aansu mein basi hain teri yaadein tamaam....
To aaj khaate hain inhi aansuon ki kasam.....
Ke ab har aansu karenge saanson ka kaam



Uski yaadon ka silsila hoga

is kahani main or kya hoga
jab bichar kar bhi wo khamosh raha
Ghar jaa kar tu ro diya hoga
khud ko samjha diya hay main magar
kya wo khud bhi badal gaya hoga
itna aasaan na tha mujhay khona
usne khud ko ganwa dia hoga
mujh ko veeran kar diya jis ne
khud tu aabaad kahin huwa hoga
sochta hoon jo mujhko chahta tha
yaad mujh ko kar raha hoga


Dil Ki Galiyon

Dil ki galiyon mai koi gam na ho,
Hamari yeh dosti kabhi kam na ho
Bas yahi dua ki tum khush raho
Kya pata hum agar kal ho na ho


Na Jaane Aap Per Itna Yaqeen

Na jaane aap par itna yakeen kyun hai,
Aapka khayal bhi itna haseen kyun hai,
Suna hai pyaar ka dard meetha hota hai,
To aankh se nikla aansu namkeen kyun hai

Wo Mera Ho jo Nazar Main

wo mera ho jo nazar main haya rakhta ho
har qadam saath chale azme wafa rakhta ho
naaz us k na uthaon to shikayat na kare
gham utha kar bhi jo hansne ki ada rakhta ho


Aapki Yaad Jab Bhi Aati Hai

Aapki yaad jab bhi aati hai, muskrahat khud ba khud chali aati hai. Tanhaiyo me ek hee to asra hai, tum ho na paas to kya, tumhari yaaden to sath hai

Mujhay Koi Gila nahi

mujh ko koi gila nahi kateb-e-takdeer say , par jo mujh ko mella woh mara naseeb na tha.

Teri Ulffat Ko Kabhi

Teri Ulffat ko kabhi nakam nahi hony dain gy, Teri chahat ko kabhi badnam nahi hony dain gy, meri zindagi main kabhi sooraj nikly ya na nikly? per teri zindagi main kabhi shaam nahi hony dain gay

Milna ittefaq Tha

Milna ittefaq tha bicharna naseeb tha, Woh itna door hua jitna qareeb tha, Usko daikhnay k liye tarasti reh gai meri aankhein, Jis shaks ki hatheli par mera naseeb tha

Post Reply

Return to “Sms Collection”