Hajr ki shab nala e dil woh sada denay lagay
- Pearl
- Ultimate Contributor

- Posts: 8069
- Joined: Mar 30, 2009
- Location: Deep inside the sea
- Contact:
Hajr ki shab nala e dil woh sada denay lagay
Hajr ki shab nala e dil woh sada denay lagay
sunnay walay raat katnay ki dua denay lagay
kis nazar say aap nay dekha dil e majroh ko
zakhm jo kuch bhar chalay thay phir hawa denay lagay
Juz zameen e koo e janaan kuch nahi paish e nigah
jis ka darwaza nazar aaya sada denay lagay
Baghban nay aag di jab aashyanay ko mray
jin pe takya tha wohi pattay hawa denay lagay
Muththyon mein khak lekar dost aayay waqt e dafn
zindagi bhar ki muhbbat ka sila denay lagay
Aayna ho jayay mera ishq un kay husn ka
kia maza ho dard agar khud hi dawa denay lagay

- Pearl
- Ultimate Contributor

- Posts: 8069
- Joined: Mar 30, 2009
- Location: Deep inside the sea
- Contact:
- Pearl
- Ultimate Contributor

- Posts: 8069
- Joined: Mar 30, 2009
- Location: Deep inside the sea
- Contact:


