dard dil ka bayan kar jaatae hain aansoo
Bojh jab dil par haad sae bad jaaye
us bojh ko halka kar jaatae hain aansoo
In aansoon ki fitrat ko kisne pehchaana hai
khushi ho ya gum chalak aate hain aansoo
Tumsae bichada to socha na rounga kabhi
par yaad teri aatae hi aa jaatae hain aansoo





