
Muhay apne Mahbooba say Milnay Ka bara Shok Tha!!!
usay kareeb say dekhne ka bara shok tha
ek din likh diya khat usko sabar kar k
apne Armanoo0 ki dil me qabar kar k.
Bholi bhali na samajh saki mere payr lo
khaat de deya apne bhaiya Gulzar ko.
mene darya ki ek bari moooj dekhe
jab apne pechay gulzar ki fooj dekhe
us k marne say jisam say saaz nekal rahe the
mu say agly pechlay raaz nekal rahe the
logo ne pucha kis pay Azaab aya hay
Dil ne kaha Khaat ka jawab aya hay
Pasand ay to zaroor replay karain



