Raaz ki baatain likhi aur khat khula rehnay diya,
Jaanay kyon rusvaion ka silsila rehnay diya !
Umar bhar meray saath reh kar who na samjha dil ki baat,
Do dilon Kay darmiyan i faasla rehnay diya !
Apni fitrat who badal paya na iskay bawajood,
Khatam ki ranjish magar Gila rehnay diya !
Main samjhta tha khushi degi mujhay rahat fareb,
Isliyey mainay gamon say raabta rehnay diya !
Raaz ki baatain likhi aur khat khula rehnay diya,
Jaanay kyon rusvaion ka silsila rehnay diya
Raaz ki baatain likhi aur khat khula rehnay diya
-
still.child
- Fun Addict

- Posts: 590
- Joined: Nov 20, 2007
- Location: Srilanka
- Pearl
- Ultimate Contributor

- Posts: 8069
- Joined: Mar 30, 2009
- Location: Deep inside the sea
- Contact:

