Zaat ki chattaanoon per
Jism-o-jaan ke saahil per
Ek ajjab talaatum hai
Aankhoon ki nami dil se
Mauj ban kar milti hai
Hum tau bas akele hain
Jaane kyon teri yaadain
Fouj ban kar milti hain ...
Mai ap apni moat ki tyaarion mai hon..!!!
Meray khilaaf apki Saazish fazool hai..!!!