*~* DARD *~*
- Tanhayiiii
- Fan of Fun Stuff

- Posts: 413
- Joined: Nov 29, 2010
*~* DARD *~*
Dard me koi mousam pyara nahi hota,
Dil ho pyasa to pani se guzara nahi hota.
Koi dekhe to humari bebasi,
Hum sabhi k ho jate hain
Par koi humara nahi hota

~ Suna ho ga kisi se dard ki ikk hadd bhi hoti hai
Milo hum se k hum uss hadd k aksar paar jatay hein ~
- Tanhayiiii
- Fan of Fun Stuff

- Posts: 413
- Joined: Nov 29, 2010
Mera afsurda chehra isliye b zard rahta hai..
Mujhe apne elawa b kisi ka dard rahta hai….
Tumharay dam qadam se hay ye mosam ki rangini…
Tumharay baad sara saal mosom sard rahta hai.
Tumharay baad baqi aur to sab theek hay lekin….
Jaha “DIL†tha kabi pehlay wahan ab DARD rahta hai..

Palkon pe aanso’on ko sajaya na jaa saka
us ko bhi Dil ka haal bataya na jaa saka
zakhmon se choor choor tha yeh Dil mera
ek zakham bhi us ko dikhaya na jaa saka
jab teri yaad aayi to koshish ke ba wajood
aankhon main aanso’on ko chupaya na jaa saka
kuch log zindagi main aise bhi aaye hain
jin ko kisi bhi lamhe bhulaya na jaa saka
bas is khayaal se kahin us ko dukh na ho
hum se to haal-e-ghum bhi sunaya na jaa saka
woh muskuraha tha mere ru-ba-ru magar
chehre ka rang us se chupaya na jaa saka
tanhaiyon ki aag main hum jal gaye
magar faasla ana ka mitaya na jaa saka