Wo kehta Hy!
"Usa Pholon Ki Chahat Hai"
~Magar jab phool khiltay hain
wo un ko tor deta hy.
Wo kehata hy!
"Usaay barish ka mosam acha lagta hy"
~Mager jab barish hoti hy
wo kameray main afsurda ho kar band ho jata hy.
Wo kehata hy!
"Hawaien ishq hain us ka"
~hawaein lakin chalain jab to wo khirki band rakhta hy.
~mujhe ab darr sa lagta hy!
"who jab be ya kehata hy"
~Use mujh sa~
Mohabat hai.......
AUDHARI NAZAM....
- Faridi
- Ultimate Contributor

- Posts: 8134
- Joined: Sep 23, 2010
- Location: Karachi
- FARHANALI2010
- Fun Addict

- Posts: 647
- Joined: Nov 24, 2010
- Location: Islamabad
- dua
- Ultimate Contributor

- Posts: 11415
- Joined: May 30, 2010
- Location: Lahore
- Contact:
-
maahi
- Fan of Fun Stuff

- Posts: 205
- Joined: Nov 12, 2010
Re: AUDHARI NAZAM....
faridi1 wrote:Wo kehta Hy!
"Usa Pholon Ki Chahat Hai"
~Magar jab phool khiltay hain
wo un ko tor deta hy.
Wo kehata hy!
"Usaay barish ka mosam acha lagta hy"
~Mager jab barish hoti hy
wo kameray main afsurda ho kar band ho jata hy.
Wo kehata hy!
"Hawaien ishq hain us ka"
~hawaein lakin chalain jab to wo khirki band rakhta hy.
~mujhe ab darr sa lagta hy!
"who jab be ya kehata hy"
~Use mujh sa~
Mohabat hai.......
phoolo ko toh tor deta hy
barish mai nahi nikalta
hawaein ander aane nahi deta woh
aur aapko?
kya lagta hai aapko
kya karega woh?


