Kehne ko to bahut hai mere apno me,
par koi ho jise apna kehte hi guroor aa jaye to….kya baat ho..!
Suna hai ishq me tez ho jati hai dil ki dhadkane,
par koi jo khud aisi dhadkan ban jaye to….kya baat ho..!
Chahten hain sab saat janmo ka pyar,
par ye ehsaas koi ek janam me de jaye to….kya baat ho..!
Aksar chehre ke aansuon ko andekha kar dete hain log,
par koi in aasnsuon ko baarish ki boondon me pehchaan jaye to….kya baat ho..!
Yun to tanhai me yaad kiya karten hain kisi ko,
par kisi ki yaad bhari mehfil me tanha kar jaye to….kya baat ho..!
Khudkhushi kar lete hain kai judai ke gam me,
par koi jeene ki wajah ban jaye to….kya baat ho..!
kya baat ho..!
- being lonely
- Ultimate Contributor
- Posts: 4829
- Joined: Dec 06, 2009
kya baat ho..!
Mai ap apni moat ki tyaarion mai hon..!!!
Meray khilaaf apki Saazish fazool hai..!!!
Meray khilaaf apki Saazish fazool hai..!!!
- ujala
- Ultimate Contributor
- Posts: 18532
- Joined: Jan 31, 2009
- Location: Islamabad
- Contact:
- being lonely
- Ultimate Contributor
- Posts: 4829
- Joined: Dec 06, 2009