Teri surat nigahon me phirti rahe,ishq tera sataye to mai kya karun,
koi itna to aa kar bata de mujhe,jab teri yaad aaye to mai kya karun.
maine khak-e-nasheman ko bose diye,aur keh kar ye dil ko samjha liya,
aashiyaan banana mera kaam tha,koi bijli giraye to mai kya karun.
maine mangi thi ye masjidon me duaa,mai jise chahta hun wo mujh ko mile,
jo mera farz tha wo maine pura kiya,ab KHUDA hi na chahe to mai kya karun.
na lage jaam pe haath ye shart hai,jaaye jo maikade ko wo kamzarf hai,
mujh ko tohmat na do,mai sharabi nahi,wo nazar se pilaye to mai kya karun.
Ishq,Imaan donon me tafreeq hai,aur inhi dono pe mera Imaan hai,
jo KHUDA ruth jaye to sajde karun,aur SANAM ruth jaye to mai kya karun
Teri surat nigahon me......
- being lonely
- Ultimate Contributor

- Posts: 4829
- Joined: Dec 06, 2009
Teri surat nigahon me......
Mai ap apni moat ki tyaarion mai hon..!!!
Meray khilaaf apki Saazish fazool hai..!!!
Meray khilaaf apki Saazish fazool hai..!!!
- ujala
- Ultimate Contributor

- Posts: 18532
- Joined: Jan 31, 2009
- Location: Islamabad
- Contact:
- being lonely
- Ultimate Contributor

- Posts: 4829
- Joined: Dec 06, 2009
- being lonely
- Ultimate Contributor

- Posts: 4829
- Joined: Dec 06, 2009


