Pathan: Kaise?
Boy: Main Jahanum mai Naswar ka dukan kholon ga.
--------------------------------------------------------------------------------------
Pathan: Bhai sahab 1 kala bulb dena.
Storekeeper: Aap kaley bulb ka kia karainge?
Pathan: Dopaher me soney k liye andhera karna hai
--------------------------------------------------------------------------------------
1 Punjabi buji hue ciagrate p rha tha
.
.
Pathan ne pocha ye Kaise p rhe ho
Dhuwan to nikal nhi rha.
Punjabi bola: Pagal cigrate CNG pe hy.
--------------------------------------------------------------------------------------
1 Pathan Bap Ki Death Par Bohat Roya
Phir Uski Behan Ka phone Aya,
Pathan Or B ziada Rone Laga.
Logon Ne Pucha,kya hua?
Pathan: Meri Bahan K Abu Ka B Intiqal Ho Gya

