" Hadis-e-Mubarak "

Miscellaneous Photography, Pictures, Wallpapers
Post Reply
User avatar
Ch.Usman Ali
Loyal Member
Loyal Member
Posts: 165
Joined: Nov 03, 2008
Location: Dubai

" Hadis-e-Mubarak "

Post by Ch.Usman Ali » Apr 08, 2009 Views: 3907







Hadis-e-Mubarak

1- Nabi Kareem S.A.W ne farmaya "Libas Ki Saadgi Emaan Ki Alamtoon Me Se 1 Alamat Hai" Abu Daud.



2- Hazrat Muhammad (S.A.W) Ne Farmaya "Dua K Siva Koi Cheez Taqdir K Faisle Ko Rad Nahi Kar Sakti Aur Naiki k Siwa Koi Cheez Umer Ko Nahi Barha Sakti"



3- App (S.A.W) Ne Farmaya "Jis Ne MERI 1 HADIS Suni or Phir Doosron Tak Puhancha Di Us K Liye Qayamat K Roz MERI SHAFA'AT Wajib Ho Gi"


JAZZAK ALLAH KHAIR,


Ch.Usman Ali


User avatar
ujala
Ultimate Contributor
Ultimate Contributor
Posts: 18532
Joined: Jan 31, 2009
Location: Islamabad
Contact:

Post by ujala » Apr 08, 2009

Hazrat Muhammad (S.A.W) Ne Farmaya "Dua K Siva Koi Cheez Taqdir K Faisle Ko Rad Nahi Kar Sakti Aur Naiki k Siwa Koi Cheez Umer Ko Nahi Barha Sakti


Usman Bhai am confuse about that hadisay Mubarka................

main nay 1 jaga same hadis pari thi but waha "Naiki" ki jaga "sadkay" ka kaha gya that ...............can u plz clarify this ...............


coz SADKAY k baray may kaha jata ha k ya Umar barhata ha e.t.c

plz tell me in detail if u can ............

Post Reply

Return to “Miscellaneous Photography, Pictures, Wallpapers”