Saathiya Badmaash Dil - Singham Movie Song with Lyrics

Here is the firs video song Saathiya from the upcoming Bollywood movie Singham, starring Ajay Devgan and Kajal Agarwal. Saathiya music has been composed by Ajay-Atul and the song has been sung by Shreya Ghosal.
Saathiya Badmaash Dil Song Lyrics
Saathiya..
Saathiya..
Pagle se dil ne
Yeh kya kiya
Chun liya..
Chun liya..
Tujhko devane ne
Chun liya
Dil toh uda uda re
Aasman mein badalon ke sang
Yeh toh machal machal ke
Ga raha hai sun nahi si dhun
Badmash dil toh thag hai bada
Badmash dil yeh tujh se juda
Badmash dil meri sune na zid pe ada
Badmash dil toh thag hai bada
Badmash dil yeh tujh se juda
Badmash dil meri sune na zid pe ada
O…..
Achhi lage
dil ko mere
har teri baat re
Saaya tera
ban ke chalun
Itna hai khwab re…
Tune pe sar
Rakh ke tere
Kat jaye raat re
Beetenge din
Thame tere
Hathon mein hath re
Yeh kya hua mujhe
Mera yeh dil
phisal phisal gaya
Yeh kya hua mujhe
Mera ye jahaan
Badal badal gaya
Badmash dil toh thag hai bada
Badmash dil yeh tujh se juda
Badmash dil meri sune na zid pe ada
Badmash dil toh thag hai bada
Badmash dil yeh tujh se juda
Badmash dil meri sune na zid pe ada