My fav

Post your Poetry Collection here or read the creations of others as well...
Post Reply
User avatar
Farhan Atique
Wondering
Wondering
Posts: 18
Joined: Jan 04, 2011

My fav

Post by Farhan Atique » Jan 04, 2011 Views: 849

Usay kehna bicharhnay sya mohabat to nahi marti

Bicharhna to mohabat ki sadaqat ki alamat hai

Mohabat ain fitrat hai

Han fitrat kab badalti hai

So jab hum door ho jain

Naye raston mai kho jain

To yeh mat soch laina tum

Mohabat mar gai hogi

Nahi aisa nahhi hoga

MEry baray mai sun kar jab Tumhari ankh bhar aye

Chalak kar aik bhi anso palak par jo utar aye

To bus itna samaj laina

Jo meray nam say itni tery dil ko aqidat hai

Tery dil mai bicharh kar bhi

Abhi meri mohabat hai

Mobahat jo bikher kar bhi sada abad rehti hai

MOHABAT HO KISI SAY TO HAMESHA YAD REHTI HAI

HAMESHA YAD REHTI HAI

User avatar
Mudassir
Ultimate Contributor
Ultimate Contributor
Posts: 10314
Joined: Feb 05, 2010
Location: -----------
Contact:

Post by Mudassir » Jan 04, 2011

so nice.

User avatar
Cyra
Ultimate Contributor
Ultimate Contributor
Posts: 12603
Joined: May 25, 2010

Post by Cyra » Jan 04, 2011

mari b favrt hai ye...

User avatar
dua
Ultimate Contributor
Ultimate Contributor
Posts: 11415
Joined: May 30, 2010
Location: Lahore
Contact:

Post by dua » Jan 05, 2011

very Nice

User avatar
admin
Site Admin
Posts: 9611
Joined: Feb 10, 2007
Contact:

Post by admin » Jan 05, 2011

very nice
and
welcome to the forum

User avatar
bebo
Ultimate Contributor
Ultimate Contributor
Posts: 6269
Joined: Feb 12, 2010

Post by bebo » Jan 05, 2011

nice

User avatar
Farhan Atique
Wondering
Wondering
Posts: 18
Joined: Jan 04, 2011

Post by Farhan Atique » Jan 06, 2011

Thanx All

User avatar
Farhan Atique
Wondering
Wondering
Posts: 18
Joined: Jan 04, 2011

Post by Farhan Atique » Jan 06, 2011

Hum aksar yeh samajhtay hain
jisay hum piyaar kartay hain
usay hum bhool baithay hain
magar aisa nahin hota
mohabbat daimi such hai
mohabbat thair jaati hai !!!
hamari baat kay andar
mohabbat baith jaati hai
hamari zaat kay andar
magar yeh kam nahin hoti
kisi bhi dukh ki soorat mein
kabhi koi zaroorat mein
kabhi anjaan se gham mein
kabhi lehjay ki thandak mein
udaasi ki zaroorat mein
kabhi baarish ki soorat mein
hamari aankh kay andar
kabhi aab-e-rawan ban kar
kabhi qatray ki soorat mein
bazahir aisa lagta hai
usay hum bhool baithay hain
magar aisa nahi hota

Post Reply

Return to “Poetry (Shero Shayari)”