1) Jaruri Nahi Ki Jeene Ka Sahara Ho , Jise Chaha Vo Hamara Ho , Dub
Jaye Kashti Hamari Hame Gam Nahi , Bas Tamanna Hai Ki Dubne Tak Saath
Tumhara Ho.
2) Zindagi Me Khushiya Hi Nahi Thode Gum Bhi Ho,
Musibaton Ko Sehne Ka Tujhme Dum Bhi Ho
Lage Jis Mod Pe Tanha Zindgi,
Dua Karna Us Mod Pe Tere Sath Hum Bhi Ho.
3) Sapne toot jate hai apne rooth jate hai. Zindagi me kaise kaise mod
atte hai. Magar jab saath ho ek achhe dost ka to rahon ke kante bhi
phool ban jaate hain.
4) Pyaar ke phoolon se mahke aap,
Khushiyon ke jhoolon me jhule aap,
Hai hamari yehi tamanna,
Kabhi
"HASNA" na bhule aap.....
GooD MorninG
5) Muskurao aap to phool khil jaye. Baate karo to dil machal jaye.
Itni dilkash hai aapki dosti, Dost to kya Dushman bhi aap par fida ho
jaye.
6) Khamoshiyo ki wo dhimi si aawaj hai,
Tanhaiyo me wo ek gahra raaz hai.
Milte nahi hai sabko sachha dost yaha
Aap jo mile to hume khud par naaz hai.
7) Na hote ye sapne,Ye
khwabon ki duniya, Kisi ko chahat ki tamanna na hoti, Na julfo ki
chaya, Na phulon ki khushbu, Yadon me unki ye rate na katati, jo na hoti
mohabbat ye ansu
na hote, Dil bhi na khota aaj tanha na hota. Diwano si apni ye halat na
hoti agar jahan me kambakht ye mohabbat na hoti
Cool Sukh unhe milte hain jo dukh sehte hain, aansu unhe behte hain jo
yaadon me rehte hain, or sms uhne beje jate hain jo dil me rehte hain..
9) Apne Kya socha paigam nahi ayega,
socha k ye dost tumhe yun hi bhul Jayega,
ye to aadat hai hamari satane ki,
warana itna pyara dost kaun bhulana chahega.
10) Khushi tumhe mile duwa hum karte hai. Bawafi k badle wafa hum karte
hai. Tumne hume paraya kardyea hai magar, yado mai tari jine ke khata
hum karte hai.
Jajba-a-mohabat dil sa mitta nahi. Ab bhi milan k khwab buna hum karte
hai. Dard jo tumne dyea hai dil ko s..... Apne ashko sa ushke dawa hum
karte hai
Ever largest collection of sms - XV
-
- Initiator
- Posts: 1447
- Joined: Apr 26, 2007
- Location: India
- Contact:
Kabhi roke muskuraye, kabhi muskurake roye
Teri yaad jab bhi aayee, tujhe bhula bulake roye
Ek tera hi naam tha jise hazaar baartha likha
Jise khush hue the likhkar use mita mitake roye...
~~~~~~~~~~~~~~~~~
Gham Mila To Ghabraa Ke Pee Gaye,
Mili Thodi Si Khushi To Mila Ke Pee Gaye,
Nahi Thay Hum Bhi Kal Tak Peene Ke Aadi,
Sharaab Ko Tanha Dekha To usper Taras Khaa Ke Pee Gaye.
~~~~~~~~~~~~~~~~~
Mar jaoon main agar, to aansu mat bahana,
bas kafan ki jagah apna dupatta chada jana,
koi pooche ki rog kya tha,
to sir jhuka ke mohabbat bata jana.
~~~~~~~~~~~~~~~~~
Log to apna banake chodd dete hai..
Kitnee aasanise ghairon se rishta jod lete hai...
Hum ek phool tak na tod sake kabhi...
kuch log to berahmi se dil bhi tod dete hai..
~~~~~~~~~~~~~~~~~
Chand utra tha hamare aangan mein
yeh sitaaron ko gawaara na hua
hum bhi sitaaron se kya gilla kare
jab chand hi hamara na tha
~~~~~~~~~~~~~~~~~
Agar chand ko paana itna aasaan hota
har koi chandni ka deewana hota
taare toh roz hi tootte hai aasmaan pe
par koi unka sahaara nahin hota
~~~~~~~~~~~~~~~~~
Dil tootega toh fariyaad karoge tum bhi
hum na rahe toh hamein yaad karoge tum bhi
aaj kehte ho hamare paas vaqt nahin
par ek din mere liye vaqt barbaad karoge tum bhi
~~~~~~~~~~~~~~~~~
Yaad toh har koi karega jaane ke baad
sache pyar ka pata chal jaayega vaqt aane ke baad
kaun kitni mohabbat karta hai
nazar aajayega mar jaane ke baad
~~~~~~~~~~~~~~~~~
Wafa karo itni ke bewafaai na rahe
kisi ko chaaho itna ke koi hadd na rahe
honto pe apne banaaye rakho muskaan
ke dukh ka koi nishaan na rahe
~~~~~~~~~~~~~~~~~
Tamaam raat vo zakhm de ke apne pairon ko
mere vajood ke raaz talaash karte thei
duaae karte thei aujde hue mazaaron pe
bade ajeeb shehar talaash karte thei
mujhe toh bataaya hai baadlon ne....
vo lautne ke raaste talaash karte thei
~~~~~~~~~~~~~~~~~
Humne kab uss se mulaqat ka vaada chaaha
door reh kar toh usse aur bhi ziyaada chaaha
yaad aaya hai mujhe aur bhi shiddat se woh
bhool jaane ka uss ko jab bhi iraada chaaha
~~~~~~~~~~~~~~~~~
Tere pyar mein sab lutaate chale gaye
tu ne jitna sataaya hum sehte chale gaye
rakh ke dil ke itne kareeb tu ne door kiya ek pal mein
hum phir bhi teri yaad mein zindagi bhar ashk bahaate chale gaye
~~~~~~~~~~~~~~~~~
Sochti hu dard ke jazbaat kya likhu
badhne lagi hai tanhaiyaan halaat kya likhu
ik dard sa hai rooh ke andar basa hua
meri aankhon mein jal rahe hai khwab kya likhu
~~~~~~~~~~~~~~~~~
Kisi ki saadgi ne hamein maara
kisi ki bewafaai ne hamein maara
hum toh sanam tere kadmo talley rehte hamesha
hamein toh aapki berukhi ne maara
~~~~~~~~~~~~~~~~~
Kisi mor pe ham ap ko khoney nahi denge..
Juda hona chaho to honey nahi denge…
Chandni raton man aye gi meri yad…
Meri yad ke wo pal ap ko soney nahi denge
~~~~~~~~~~~~~~~~~
Meri deewangi ko dekh ke muskuraate hai kyu
mein jitna paas jau utna door jate hai kyu
kuch toh vajah zaroor hogi unki berukhi ki
mujhe aise har pal sataate hai kyu
~~~~~~~~~~~~~~~~~
Jinki raahon mein humne bhichai the sitare;
Unse kehte hai harpal aansuon ke sahare;
Ho gaye hai saare shikwe kitne kinare;
Magar phir bhi kyun woh hua na humare!
~~~~~~~~~~~~~~~~~
Mayoos mat hona, yeh aik guna hota hai
Milta vahi hai jo kismat main likha hota hai
Har cheez milhe humain, yeh zaroori tou nahi
Kuch cheezon ka zikar doosre jahan mein hota hai
~~~~~~~~~~~~~~~~~
Samajh aata nahi humein tera, dil lagane ka sabab ...
Muskurane ka sabab, humein rulane ka sabab ...
Mere rahoon mein aksar bichhata raha hai phool ...
Samajh aata nahi kaante phir bichhane ka sabab ...
~~~~~~~~~~~~~~~~~
Jakham Jab Mere Seene ke Bhar Jayenge,
Aansu bhi Moti Bankr Bikhar Jayenge.
Ye Matt Puchna Kis-Kis ne Dhokha Diya,
Varna Kuch Apno ke bhi Chehre Utar Jayenge.