3 questions.........
- FARHANALI2010
- Fun Addict
- Posts: 647
- Joined: Nov 24, 2010
- Location: Islamabad
- bebo
- Ultimate Contributor
- Posts: 6269
- Joined: Feb 12, 2010
faridi u r totally wrong.........Isalam me liking ka word beshak nahi hay bt agr kisi ko like kia jay to us say nikah kia jay..........or agr nikaah say pehlay like kar bhi lia jay to ya burai nahi hay..........Do U REMEMBER........Hazrat Muhammad (PBUH) Hazrat Khadija (RA) ka maal lay kar jaya kartay thay Tijarat k liay or acha khasa munafa hota tha....Hazrat Khadija RA nay AP(PBUH) ko like kar k hi shadi ka pegaam beja tha....Halan k Hazrat Muhammad PBUH un say kafi chotay thay..........Ya Shadi bhi to pasand Or razamandi say hwi thi na???????????Faridi wrote:Liking ka word kahi nahe hy...FARHANALI2010 wrote:YES
BT NIKAH K LIE BHE ISLAAM MEN LIKING MUST HY
ya zaroor hy ka dono sa puncha jay

- Aleena
- Loyal Member
- Posts: 103
- Joined: Dec 31, 2010
Islam nikah say pehlay ishaq ke is liye mazamat karta hai k,
insan apne sari muhabatain us k liye bacha k rakhay jo un ka asal huq-dar hai.
shadi say pehlay ke muhbat goya is tarha hai k jaiay
iftari say pehlay koe iftari kar lay,
iftari ka maza b na raha, gunah ka mustahiq b hua,
kafaray ka kharcha b r saza b,
jb hum khud k liye pak daman shrik-e-safar ke tamna kartay hain
to humain khud b waisa he ban'na chahiye...
Think about it.