Saahil ki geeli rait per
Mein ne poocha ... Suno
Baad marnay ke kya hoga
Socha woh kahay ga
Ashkoon ka shab-o-roz chiraagan hoga
Lekin hans kar us ne meri jaanib dekha
Aur
Bhaari pathar utha ke seena-e-samundar per phenka
Lehroon ka talaatum utha
Daeray phail se gaye
Chand lamhoon ke baad
Gharq-e-aab ho ke kaheen kho gaye
Phir sukoon-e-samundar ko dekh kar
Woh dheeray se hans diya
Phir
Mere dukh ka ehsaas sath-e-samundar per
Door talk phailta chala gaya .
"""Saahil ki geeli rait per"""
- being lonely
- Ultimate Contributor
- Posts: 4829
- Joined: Dec 06, 2009
"""Saahil ki geeli rait per"""
Mai ap apni moat ki tyaarion mai hon..!!!
Meray khilaaf apki Saazish fazool hai..!!!
Meray khilaaf apki Saazish fazool hai..!!!
- laiq.shahid
- Ultimate Contributor
- Posts: 6250
- Joined: May 27, 2009
- Location: Islamabad
- being lonely
- Ultimate Contributor
- Posts: 4829
- Joined: Dec 06, 2009