Mujhay zindagi ki amaan na do,Mujhay zindagi ki tallab nahi
Mujhay zindagi se kabhi pyaar tha,Yeh bajaa sahi magar ab nahi.
----------------------------------------------------------------------------
Hamein andaza rehta hay hamesha Dost, Dushman ka
Nishani yaad rakhtay hain, Nishana yaad rakhtay hain,
----------------------------------------------------------------------------
Wo to sadiyon ka safar kar k yahan aaya tha
Tu nay mooh morr k jis shaks ko dekha bhi nahi
Mujhay zindagi ki tallab nahi
- ujala
- Ultimate Contributor

- Posts: 18532
- Joined: Jan 31, 2009
- Location: Islamabad
- Contact:


