Ye dunia hai yahaan par yeh tamaashaa ho bhi saktaa hai,
Abhi jo ghumm hamaaraa hai tumhaaraa ho bhi ho sakta hai. . . .
Yeh na samjo ke tumhi meri aakhri mohabbat ho,
Mohabbat jurm hai hum se dobaara ho bhi saktaa hai. . . . .
Teraa milnaa bicher jaana bicher ke phir se mill jaana,
Hameshaa ki judaai ka ishaara ho bhi saktaa hai. . . . .
Tum apne aap ko hergizz koi ilzaam mut denaa,
Yeh saodaa hai mohabbat ka khasaara ho bhi ho sakta hai. . . .
Ho bhi saktaa hai
- kajnh
- Ultimate Contributor

- Posts: 11513
- Joined: Apr 04, 2009
- Location: In Heart of My LoVe
- Contact:
- Pearl
- Ultimate Contributor

- Posts: 8069
- Joined: Mar 30, 2009
- Location: Deep inside the sea
- Contact:




