Dil Se

Sms Collection On Different Topics E.g. (Friendship, Love, New Year, Eid, Etc..)
Post Reply
ar
Ultimate Contributor
Ultimate Contributor
Posts: 6666
Joined: Feb 17, 2007
Location: Pakistan, Lahore
Contact:

Dil Se

Post by ar » Feb 03, 2009 Views: 1294

Phool Khil kar udaas hai,
Sagar Ko aaj Paani ki Pyas hai,
Ek baar aap bhi Muskura do,
Kyonki khuda ko Duniya ki sabse Achhi Hasi ki talaash hai.

..................................................





Aaj ki raat bahut khubsurat nazar aati ho
Duur ho itni magar kareeb nazar aati ho
Dekh kar khud ko tum khud se sharmaa jaao
Aisi tum chaand ki chandni nazar aati ho

..................................................





Teri aankhon ki chamak aisi.
Jaise ambar main chamke taara.
Tere chehre ka noor aisa.
Jaise chand ka janam dubara.
Tu bhand aankh ka khowaab.
Ya jaanat ka koi nazara.

..................................................





Bottle main Pepsi say zyaada....
Used Socks main smell say bhi zyaadaa....
Adnan Sami main charbi say zyaada...
Mithai main sweet say zyaada...
Pakistan main coruption say zzyaada...
I LOV U

Post Reply

Return to “Sms Collection”