Barsaat ki wo raat yaad aati hy
Pyar ki wo phali barsat yaad ati hai...Humay us raat ki har baat yaad ati hai...
Wo Bijli ki awaz say ghbra kay to jab....
Meri bhaon main phali mulaqat yaad ati hai...
Barsat main bheegnay ka buhat shok tha usay...
Pani main chalnay ki ada yaad ati hain...
Wo Ruksar sy sarakta hoa pani...
Teri Zulfain orati Wo hawa yaad ati hai...
Kaha Tha Ya Rab yohi bheegen har Barsat main...
Hath utha kar mangi wo Dua yaad ati hain....