Joined: 30 Mar 2009 Posts: 3348
Gender:
Location: Deep inside the sea
Posted: Nov 01, 2009 Topic Views : 74 Post subject: Barasta Sawan
Tum ne barishon ko mehaz barste dekha hai
Main ne aksar barishon ko kuch kahte sunte dekha hai
Tum dekht ho barishon ki jaal-thal her saal
Main ne barsat ko baar haa palkon pe machalta dekha hai
Kesay mangoon phir barsata sawan apne Rub se?
Ke in aankhon ne bastion ko sawan mian ujarte dekha hai
Seekh gay hum barishon ko apne ander utarne ka fun
Aur phir sub ne humain her pal hard um hanste dekha hai