ALL about akailabacha
-
- Beginner
- Posts: 43
- Joined: Apr 09, 2010
ALL about akailabacha
Main lamhoon ko wakat ki pukaar deta hoon
Isi lagan main kai shaamain guzaar deta hoon
Main younhi har kisi se be-rabt nahi melta
Har shakhs ko us ka meyaar deta hoon
Main gham ki kashti ko dabona nahi chahta
Bhooj barh jaye to kuch utaar deta hoon
Khushyan koi mangay to muft deta hoon
Gham mangay koi tou udhaar deta hoon
Badla lena meri fitrat main nahi Dost
khizaan k badlay bahaar deta hoon
Isi lagan main kai shaamain guzaar deta hoon
Main younhi har kisi se be-rabt nahi melta
Har shakhs ko us ka meyaar deta hoon
Main gham ki kashti ko dabona nahi chahta
Bhooj barh jaye to kuch utaar deta hoon
Khushyan koi mangay to muft deta hoon
Gham mangay koi tou udhaar deta hoon
Badla lena meri fitrat main nahi Dost
khizaan k badlay bahaar deta hoon
- ujala
- Ultimate Contributor
- Posts: 18532
- Joined: Jan 31, 2009
- Location: Islamabad
- Contact:
-
- Beginner
- Posts: 43
- Joined: Apr 09, 2010
-
- Beginner
- Posts: 43
- Joined: Apr 09, 2010
- being lonely
- Ultimate Contributor
- Posts: 4829
- Joined: Dec 06, 2009